HomeRohani ilaj

Rohani ilaj

Rohani ilaj For Love Marriage

Aj hum janain gay Rohani ilah humari zindagi main kasa kiya jata hai. Hazrat Muhammad (SAW) ki muhabat humara liye bay had takatwar rohani asraat rakhti hai. Isi takat ko sifa imraz main istmal karna wala amal ko rohani ilaj kahtay hain. Ais ka 5 method hain. ya Hazrat Muhammad (SAW) ki muhabat k bagar kam nai krti. Tarikay ye hain:

  • Dua
  • Sadka Khairat
  • Tawakal
  • Wazaif
  • Qurani Taweez

In main se koi bhi tarika ap ko rohani ilaj k liye kafi hai. Baz log smajhta hain rohani ilaj siraf tawezat, wazaif tasbihat wagera say kiya jata hain. Rohani ilaj sirf taweez or wazaif se nai kiya jata bulkay dua, sadka khirat or Allah par tawakal se kiya jata hai Aur ye sub se Afzal surat hai.

Rohani Dua:

  • akhir main phir 11bar darood pak parhna hai jo ap na start main parhna hai.
  • phr ap ki shadi main jo bhi rukawat ya bndish hai, usay dor krnay k liye Allah pak sa ajzi ka sath dua karan.
  • Is wazifa ki miyad 21 din hai ap is ko bila nagha 21 roz parhain.
  • Inshallah bohat jald ap ki shadi ka neak asbab bana laga ga. ap ko shadi k liye bahtren humsafar milay ga Inshallah.

Rohani dunya main hum ap ko ap ka tamam masil k hull wazaif, dua, taweez aur allah par yakeen rukhta howa krain ga jub tak insan ko Allah par yaken ho ga tub tak aus ka har kam allah ki marzi se ho ga jis kam main Allah ki marzi na ho gi wo kam nai ho skta.

Rohani ilaj for Marriage:

Shadi ki rah main hyel har rukawat ab Allah Pak ki rahmat se door ho gi. Kalam Allah ki barkat be misal hai. Kalam-e-pak jis main koi shuk ki gunjaysh nai hai. Jab bat ho dil ki to ilaj surat yassen hai ais k wazaif se dua rude ho he nai sakti. To Inshallah ap ki dua yaqenan bargah-e-ilahi main qubol ho gi.

Shadi k liye Wazifa parhna ka Tarika:

  • kisi bhi din ap shadi k liye wazifa start kar sakta hain.
  • sb se pahla khalos k sath wuzu bana lain. agr pahla se wuzu kiya hoya hai to dobara wuzu karna ki koi shart nai hai.
  • isha ki namaz k baad ya wazifa parhna hai.
  • Is k bad 11martaba darood pak parhna hai.

 

Rohani Mashwara:

8 mashhooor Rohani Mashwaray

  • Wo ghar jis se darakt kate dia jaya wo ghar kabhi abad nai rahta. Ap jb bhi kisi ghar ko masail ka shikar dakhan ap tahkek krain ap ko pata chala ga us ghar ki barbadi darakt kaatna se start ho gi. ager ap k ghar main porana darakt hai to usa har giz na katain wo ghar hamesha abaad rahay ga.
  • Jis ghar se parindoun, janwaroun or chuontiyoun ko rizq milta rahta hai aus ghar se kabhi rizq khatam nai hota. ap ko wali allah k mazar par Charind, Parind kun milta hain. ya darasal mazarat par langer ki zamanat hai.
  • Allah tala ghariboun main kapray takseem karna wala ko kabhi ba izat nai karta. Ager ap chahta hain ap ka mukhalifen ap ko bay izat na karin to ghariboun main kapray takseem karna start kar dain. Bil khassos ap ghareeb buchyoun ko chadrain or kpray lay kr dain. ap marnay ka baad bhi ba izat rahain ga.
  • Ager ap bhatki hoi olad ko rahay rast par lana chahta hain to gharib buchyoun ki shadi krwa dain. Ap ki olad naik ho jay gi, ap experiment kar k dekh lain ap ghareeb buchyoun ki shadi krwa dain un ko ghr main khush rukhain ap ki olad bhi naik ho gi.
  • Ap apni zindgi main shukr or itminan lana chahtay hain to logoun ko khana khilana start kar dain. ap ka dil itminan ki naymat se malamal ho jaya ga.
  • Ap ager saytmand rahna chahta hain to ghurba ka ilaj krwana start kar dain ap ki sayht achi hona start ho jay gi. ap is k baad jo bhi dua khain gay wo dosray mareezoun k mukablay main ziyada asar kray gi.
  • Ap ager depression ka shikar hain to ap dosroun k liye thunday pani ka bundobst kr dain, kisi ghareeb k ghar motor lgwa dain ya apni ghar ka samna water cooler lgwa dain ap ka depression khatam ho jaya gi. Kun ka depression aag hota hai or pani har aag ko thunda kar data hai.
  • Ap ager takatwar hona chahta hain to ap sadgi ikhtiyar kar lain, to dunya ka koi bhi firon ap ka mukabla nai kr sakta. Allah pak ne sadgi main bohat takat rakhi hai. ap phr is ko aazma lain ap ka bhi koi mukabla nai kr saka ga.

Well know astrologer and rohani personality Verified from Pakistan.

Our Address

——————-

© 2024 · Verified Astrologer in Pakistan.

استخارہ کے لیے ابھی
استخارہ کے لیے ابھی یہاں کال کریں
استخارہ کے لیے ابھی یہاں کال کریں